Kya hai digital market aj kal internet per boht search ho raha hai
Aur aakhir log digital marketing ke bare me kyu na search kare ? ye hai hi aisi marketing jisne aaj ke samay me marketing ka poora najariya hi badal kar rakh diya hai jise dekho vahi aaj ke samay me kam paise me adhik se adhik profit earn karna chah rha hai, aur isi ko lekar aaye din log marketing ke naye naye tarike khojne me lage rahte hai jisse vo apne business ya kahe to services ko adhik se adhik logo tak pahucha kar achha khasha return kama sake isiliye hamne digital marketing in hindi ki series start ki hai jisse aap digital marketing ko hindi me seekh paayenge.
Aur aaj ham isiliye aapke liye lekar aaye hai aaj ke samay ki sabse popular aur sabse smart Marketing Strategy ke Poori jankari, aur ha aap ko ham bta de aaj se ham daily Digita marketing In Hindi ek post aapko provide karenge jisse aap apni skill is field me ache se nikhar sake to chaliye start karte hain,
To dosto aaj ke is chapter me ham jaanenge ki digital Marketing kya hai in Hindi aur aaj samay me iski demand q itni jyada hai aur ham apne business ya career ko is field me kaise growth kar sakte hai.
apne product ko online internet ke madym se global market mai logo tak pohchana hai Or jisme ap mobile or computer jese digital equipment ke duara apne product ya brand ko
globally promote kar sakte hai. Isi ko hum digital equipment or online internet marketing
Digital market kitne type ki hai
- Display Advertising– Isme Ham apne product ya service ke bare me banner ads ya kahe to graphical formet me Logo tak pahuchate hai ye text, sort video ya image kuchh bhi ho sakte hai
Example-
- Search Engine Marketing – Search engine jaise google aur yahoo insab ko paise dekar jo apne product ya services ko front page par lakr marketing ki jati hai ise search engine marketing kahet hai ye paid hoti hai.
- Search engine marketing - apne content me product ya services releted keyword ko achhi tarah se use karke google me rank karne ki is technique ko SEO kahte hai ye Iske liye hame kisi ko paise dene ki jarurat nahi padti hai isse.
- Social Media Marketing – Social Sites jaise facebook twitter instragram whatsapp in sabke ke madhyam se ki gayi marketing Social Media Marketing kahlati hai.
- Email Marketing- Customers se emails ke dwara communicate karke Apni Service dena aur uske badle Profit gain karna Email Marketing Kahlati hai.
- Referral Marketing– Iska seedha sa amtlab hota hai ki internet ke madhyam se Apne consumers ko unke friends ya families ko apke product or services ko use karne ke liye encourage karne ki is technique ko ham Referral marketing kahte hai.
- Affiliate Marketing- Kisi dusare ke Product ya service ko internet ka use karke Apne tarike se logo ko sell karna aur commission prapt karna Affiliate Marketing Kahlati hai.
No comments:
Post a Comment